Showing posts with label Kabhi Khushi Kabhie Gham. Show all posts
Showing posts with label Kabhi Khushi Kabhie Gham. Show all posts

Wednesday, November 18, 2009

Yeh Ladka Hai Allah from Kabhi Khushi Kabhie Gham

Banno Ki Mehndi Kya Kehna
Banno Ka Joda Kya Kehna
Banno Lage Hai Phoolon Ka Gehna
Banno Ki Aankhen Kajrari
Banno Lage Sabse Pyaari
Banno Pe Jaaon Main Vaari Vaari
Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chup Chup Ke Sharmaye Dekhe Chori Chori
Yeh Maane Ya Na Maane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladki Haay Allah Haay Haay Re Allah

Babul Ki Galiyaan Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjaana
Babul Ki Galiyaan Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjaana
Dekho Ji Dekho Yeh To Mere Peeche Pad Gaya
Yeh Ladka Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah Haay Haay Re Allah

Lab Kahe Na Kahe Bolti Hai Nazar
Pyaar Nahin Chupta Yaar Chhupaane Se
Pyaar Nahin Chupta Yaar Chhupaane Se
Roop Ghoonghat Mein Ho To Suhana Lage
Baat Nahin Banti Yaar Bataane Se
Yeh Dil Ki Baatein Dil Hi Jaane Ya Jaane Khuda
Yeh Ladki Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah Haay Haay Re Allah

Mangne Se Kabhi Haath Milta Nahin
Jodiyaan Banti Hai Pehle Se Sabki
Jodiyaan Banti Hai Pehle Se Sabki
Oh Leke Baaraat Ghar Tere Aaonga Main
Meri Nahin Yeh Marzi Hai Rab Ki
Are Ja Re Ja Yun Jhooti Muthi Baatein Na Bana
Yeh Ladka Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah Haay Haay Re Allah

Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Babul Ki Galiyaan Na Chad Ke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjaana
Yeh Maane Ya Na Maane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Yeh Ladki Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladki Haay Allah Haay Haay Re Allah
Yeh Ladka Haay Allah Haay Haay Re Allah

Bole Chudiyaan from Kabhi Khushi Kabhie Gham

Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gayi Teri Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Margaiyaan
Lehja Lehja Dil Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja

Haay Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Mar Jaava
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja

Haay Haay Main Mar Jaava Mar Jaava Tere Bin
Ab To Meri Raatein Kati Taare Gin Gin
Bas Tujhko Pukara Kare Meri Bindiya Ishaara Kare
Lashkara Lashkara Teri Bindiya Ka Lashkara
Aise Chamke Jaise Chamke Chand Ke Pass Sitaara
Meri Payal Bole Tujhe Jo Roothe Manaye Tuhje
Oh Sajan Ji Haan Sajan Ji
Kuch Socho Kuch Samjho Meri Baat Ko
Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Mar Jaava
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja

Apni Maang Suhaagan Ho Sang Hameshaa Sajan Ho
Aake Meri Duniya Mein Wapas Na Jaana
Sehra Baand Ke Maahi Tu Mere Ghar Aana
Soni Kithi Soni Aaj Tu Lagdi Weh
Bas Mera Saath Yeh Jodi Teri Sajdi Weh
Roop Aisa Suhana Tera Chand Bhi Deewaana Tera
Ja Re Oh Ja Joothe Teri Gala Hum Na Mane
Kyon Taare Se Karta Hai Tu Humko Sab Kuch Jaane
Meri Dil Ki Dua Yeh Kahe Teri Jodi Salamat Rahe
Oh Sajan Ji Oh Sajanji Yunhi Bite Saara Jeevan Saath Mein
Bole Chudiyan Bole Kangana
Haay Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyyo Lagda Main Te Mar Jaava
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Aaja Hiriye Ja Ja Ranjhda
Aaja Hiriye Ja Ja Ranjhda
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Lehja Lehja Soniye Lehja Lehja Dil Lehja Lehja
Na Judaa Honge Hum
Kabhi Khushi Kabhie Ghum